Ajab shaam khari hai kahen se aa jao
Bari udas ghari hai kahen se aa jao
Kisi se milna aur mil k bichar jana
Saza ye itni bari hai kahen se aa jao
Bara kathan hai ye hijr ka mosam
Judai bol pari hai kahen se aa jao
Zmana jise smjhta ha moteon ki chamak
Wo aansuon ki larri ha kahen se aa jao
Dhondti phirti hai dasht-o-biaban mein hamein...
Zindagi hum se bichar kar khud bhi pachhtai boht..
Kisi ka ishq kisi ka khyal thay hum bhi
Gaey dinon mein boht ba kamal thy hum bhi.
Hamari khoj mein rehti thin titlyan aksar
K apny shehr ka husn o jamal thay hum bhi
Zamin ki gode mein sir rakh k so gaey akhir
Tumhary hijr mein kitny nidhal thay hum bhi,
Zarorton ney hamara zamir chat lia,
Wgerna,
qail-e-rizq-e-halal thay hum bhi.
Hum aks aks bikherty rahy isi dhunn mein,
K zindgi mein kabhi la zawal thay hum bhi.
Jab kabhi tera dil gabraye to lot ana
Agr tujhe meri yaad sataye to lot ana
Kuch waqt acha guzara hai sath tumhare
Us waqt ki awaz ay to lot ana
Aik waqt k lye sub he dost ban jate hain
Jab koi tjhe thukraye tau lot ana
Najane kaise din raat teri yad mein guzarte hain
Ye paigam mil jaye tau lot ana.
Safer AkeLy He Kaat Logy..Ye Ma Ne Pocha To Ro Pri Wo,
SwaL Ktna Ajeeb Sa Tha Jwab Ktna Ajeeb Aaya..
ZINDGI bewafa kyun hoti hai
WAFA krne ki saza kyun hoti hai
Choti c baat pe baha dete hen KHOON
Insan men itni ANAA kiun hoti hai
Karta hun main jis say bar bar tauba
Elahe mujh say woh khata kiyun hoti hai
banate tu hain hum apnay haton say Masjid
Namaz apni he phir qaza kiyun hoti hai
Wo silsle wo shoq wo nisbat nhi rahi..
ab zindgi mein hijar ki vehshat nhi rahi..
Toota hai jab se uski maseehayi ka tilsim,,
dil ko kisi maseeha ki hajat nhi rhi..
Phir yun hua k koi shanasa nhi rha,,
phir yun hua k dard mein shiddat nhi rhi,.
Phir yun hua k ho gya wo masroof bhi buhat,,
phir hamain yad krnay ki usay fursat nhi rhi..
Ab kya kisi ko chahain k humko to in dino,,
khud apne aap se b muhabat nahi rahi
Koi tum se poochey kon hun mein
Tum keh dena koi khas nahi
Ik dost hai kacha pakka sa
Ik jhoot hai adha sacha sa
Jazbaat ko dhanpe ik parda
Bas aik bahana acha sa
Jeevan ka aisa sathi hai
Jo door na ho kar pass nahi
Koi tum se poochey kon hun mein
Tum keh dena koi khas nahi
Yeh keh kar bahir nikaal diya malik'makan ne Faraz!
Tu shahin hai basaira kar paharoon ki chatanoon par!"

No comments:
Post a Comment